"Kese aapne goal ko sahi raste pr chal Kar haasil Kare". Is blog me aapki ye sari BAATE clear ho Jayegi.
Pehle jante hai ki success kitne type ki Hoti hai..
Dekhiye success do type ke hote hai..
1. Positive success.
2. Negative success.
Positive success
isme Kya hota hai ki log sahi sangat me Aake sahi shiksha leke apni mehnat aur imandari se paise Kama Kar apni Zindagi banate hai.... Aur aage kisi problem ka samna bhi nhi karna padta hai.
Negative success
Isme bahut se log Jaldi attractive hua Karte hai... Par hame nhi hona thik hai... Khi aap log mere kehne par Aake aise kaam mtt karne lag Jana .. [mere kehne ka mtlb ye hai ki log bure kaam Karte to hai jese> black marketing ,choriya etc. Baad me vahi kaam bahut si musibate aur Zindagi me barbadi ke alwa kuch nhi laate hai.]
Isliye ese kaam karne see Bache.. aur positive success ki aur zyada attract hoiye.
Ab ye clear karenge ki hame konsi field choose karni hai aur konsi nhi..
Negative success ko apne mind se Nikal do Puri tarah se ...aur aa jao positive pr fir sabse pehle ye dekho ki aapko sabse zyada interest kisme hai. Options to bahut sare hote hai.. par ye aapke upar depend karta hai ki aap kis field me interested ho...
Thik hai Sirf ek field choose Kar Lena aur.. fir Kya ..esa focus karna us field me... Apna naam banake chodna.. success sabko haasil Hogi agar nhi Hui to esa nhi ki nhi "mujhse nhi hone vala "bol kar reh Jao .. dusri bar koshish karna aur fir success nhj mili to mujhe batana ...